Posts

me or mera pyar

Yun To Guzar Raha Hai, Har Ik Pal Khushi Ke Saath Yun To Guzar Raha Hai, Har Ik Pal Khushi Ke Saath, Phir Bhi Koi Kami Si Hai, Kyu Zindagi Ke Saath Rishta Vafayen Dosti, Sab Kuch To Pass Hai, Kya Baat Hai Pata Nahi, Dil Kyun Udas Hai, Har Lamha Hai Haseen, Nayi Dilkashi Ke Saath, Phir Bhi Koi Kami Si Hai, Kyu Zindagi Ke Saath Chahat Bhi Hai Sukun Bhi Hai Dilbari Bhi Hai, Aankhon Mein Khawab Bhi Hai, Labon Par Hansi Bhi Hai, Dil Ko Nahi Hai Koi, Shikayat Kisi Ke Saath, Phir Bhi Koi Kami Si Hai, Kyun Zindagi Ke Saath Socha Tha Jaisa Vaisa Hi Jeevan To Hai Magar, Ab Aur Kis Talaash Mein Baichain Hai Nazar, Kudrat To Mehrban Hai, Darayadili Ke Saath, Phir Bhi Koi Kami Si Hai, Kyun Zindagi Ke Saath Shaher ki es daud me daud ke karna kya hai? Jab yehi jeena hai dosto to phir marna kya hai? Paheli barish me train late hone ki fikr hai Bhul gaye bhigte hue tahelna kya hai? Serails ke kirdaaro ka saara haal hai malum par maa ka haal puchhne ki fursat kise h
Image
मुस्कुरा जाता हूँ अक्सर गुस्से में भी तेरा नाम सुन कर, तेरे नाम से इतनी मोहब्बत है तो सोच तुझसे कितनी होगी… Muskura jaata hoon aksar gusse mein bhee tera naam sun kar, Tere naam se itni mohabbat hai to soch tujhse kitni hogi…

i love u...

Image
Ishq me aise arma bhi hote hain, Khuli ankhon me bhi khwab hote hain. Gam me hi ashq behte hain, Par hansti ankhon me bhi shailab hote hain........
Image
Raat ko raat ka tohfa nahi dete, Dil ko jazbat ka tohfa nahi dete. Hum to tumhe chand bhi de dete, Magar chand ko chand ko tohfa nahi dete…
Image
Tera Mera Saath Itana Purana Ho Gaya.. Badalte Badalte Mausam Suhana Ho Gaya.. Jin Rasto.n Se Guzare Hum Tum Humrahi Bante Bigadte Haalato.n Ka Afsana Ho Gaya.. Yaad Hai Pal Wo Peheli Mulakaat Ka Janam Tu Dewaani Meri Main Tera Dewana Ho Gaya.. Apna Ashiyana Apna Sapna Saku.n Bhari Saansein Zindgi Ko Yun Zindgi Sang Pana Ho Gaya… Kya Kahu.n Kahud B Khud Samajh Le Dilbhar Tujhe Pakar Chand Zami Par Lana Ho Gaya.. Ungli Pakad Chale Dhanwant Aakhir Tak Jayeinge Tune Gaya Maine Likha Jeevan Bas Gana Ho Gaya..
Tasveer Teri Janam Hum Dekha Karte Hain… Lakh Karein Inkaar Hum Tum Pe Marte Hain… Mohabbat Mein Aasaar Ye Humko Nazar Aaya Bin Tere Tanha Hum Aahein Bharte Hain… Lakh Chhipyein Tumse Chhipaye Nahi Chhipta Haal-E-Dil Apna Tere Sunmukh Karte Hain… Ishq Hai Nasha Nashe Mein Hai Dhanwant Bhale Raah Nahi Aasa.n Ashiq Na Darte Hain…
Dhadkanon ki kasam unhe bhula na sakenge kabhi, par kabhi chah kar bhi apna ab shayad unhe bana na sakenge kabhi….. chahatein to kam na hongi unki doli uthne k baad bhi, par ab unke hi jhuth ko shayad bhula na sakenge kabhi…..